You will love to read heart touching Love Shayari, Hindi Urdu Sad Shayari, Shayari, Love Shayari, Sad Shayari, Attitude Shayari, Hindi Shayari,Romantic Shayari, Dosti Shayari, Poetry in Urdu, Urdu Shayari, Good Morning Shayari
and Mirza Ghalib Shayari here.
We have posted all shero - shayari in hindi and english script both, specially for shayari lovers. You can set these hindi shayaris as whatsapp status or share on facebook, twitter, pinterest etc.
Nowadays, the Internet is flooded with Shero-Shayari websites. People are seeking Shayaris of their choice to share on social media. But finding a new and best Shayari is very difficult.
Don't worry Shayari Lovers, We have done some work and prepared a heart touching collection of Hindi Shayari, Hindi SMS and Hindi Status.
You can read here your favourite Mirza Ghalib Shayari shayari according to your feelings like love, sadness, funny, romantic, patriotism, pain, motivation about life etc.
These Poetry and Couplets can be shared with your friends, relatives, boyfriend, girlfriend, husband, wife or as you want.
Hope you will like this Hindi Poetry Collection.
Mirza Ghalib Shayari
इस कदर तोड़ा है मुझे उसकी बेवफाई ने गालिब
कोई प्यार से भी देखें तो बिखर जाता हूं।
Iss Kadar Toda Hai Mujhe Uski Bewafai Ne Ghalib
Koi Pyar Se Bhi Dekhen To Bikhar Jaata Hoon.
तोड़ा कुछ इस अदा से ताल्लुक उसने ग़ालिब
की सारी उम्र हम अपना कसूर ढूंढ़ते रहे।
Toda Kuch Iss Ada Se Talluk Usne Ghalib
Ki Sari Umar Hum Apna Kasoor Dhundte Rahe.
कितना खौफ होता है रात के अंधेरों में
जाके पूछो उन परिंदों से जिनके घर नहीं होते।
Kitna Khauf Hota Hai Raat Ke Andheron Mein
Jake Puchho Un Parindo Se Jinke Ghar Nahi Hote.
सारी राह जो उनसे नज़र मिली
तो नक़्श दिल के उभर गए
हम नजर मिलाकर झिझक गए
वो नजर झुका कर चले गए।
Sari Raah Jo Unse Nazar Mili
To Naksh Dil Ke Ubhar Gaye
Hum Nazar Milakar Jhijhak Gaye
Wo Nazar Jhuka Kar Chale Gaye.
वहां तक साथ चलते हैं
जहां तक साथ मुमकिन है
जहाँ हालात बदल गए
वहां तुम भी बदल जाना।
Wahan Tak Sath Chalte Hain
Jahan Tak Sath Mumkin Hai
Jahan Halat Badal Gaye
Wahan Tum Bhi Badal Jana.
दर्द हो दिल में तो दवा कीजिए
दिल ही जब दर्द हो तो क्या कीजिए।
Dard Ho Dil Mein To Dawa Kijiye
Dil Hi Jab Dard Ho To Kya Kijiye.
बस खत्म करदे बाजी -ऐ- इश्क गालिब
मुकद्दर के हारे कभी जीता नहीं करते।
Bas Khatam Kar De Bazi-E-Ishq Ghalib
Muqaddar Ke Haare Kabhi Jeeta Nahi Karte.
ये चंद दिन की दुनिया है ग़ालिब
यहां पलकों पर बिठाया जाता है, नजरों से गिराने के लिए।
Ye Chand Din Ki Duniya Hai Ghalib
Yahan Palkon Par Bithaya Jata Hai, Nazron Se Girane Ke Liye.
जिंदगी उसी की है, जिसकी मौत पे जमाना अफसोस करें
यूं तो गालिब हर शख्स दुनिया में आता है, मरने के लिए ।
Zindagi Usi Ki Hai, Jiski Maut Pe Zamana Afsos Kare
Yun To Ghalib Har Shaksh Duniya Mein Aata Hai, Marne Ke Liye.
रफ्तार जिंदगी की कुछ यूं बनाये रख
कि दुश्मन भले ही आगे निकल जाए, पर दोस्त कोई पीछे ना छूटे।
Raftar Zindagi Ki Kuch Yun Banaye Rakh
Ki Dushman Bhale Hi Aage Nikal Jaye, Par Dost Koi Pichhe Na Chhute.
हैरान हूं तुझे मस्जिद में देखकर ग़ालिब
ऐसा भी क्या हुआ जो खुदा याद आ गया।
Hairan Hun Tujhe Masjid Mein Dekh Kar Ghalib
Aisa Bhi Kya Hua Jo Khuda Yaad Aa Gaya.
मुस्कान बनाए रखो तो सब साथ है गालिब
वरना आँसुओं को तो आंखों में भी पनाह नहीं मिलती।
Muskan Banaye Rakho To Sab Sath Hai Ghalib
Warna Aansuon Ko To Aankhon Mein Bhi Panah Nahi Milti.
हजारों ख्वाहिशें ऐसी की हर ख्वाहिश पे दम निकले
बहुत निकले मेरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकले।
Hazaron Khwahishein Aisi Ki Har Khwahish Pe Dam Nikle
Bahut Nikle Mere Arman Lekin Phir Bhi Kam Nikle.
मेहरबां होके बुला लो मुझको चाहे जिस वक्त
मैं गुजरा हुआ वक्त नहीं कि फिर आना सकूं।
Meharban Hoke Bula Lo Mujhko Chahe Jis Waqt
Main Guzra Hua Waqt Nahi Ki Phir Aa Na Sakun.
हमको मालूम है जन्नत की हकीकत लेकिन
दिल ख़ुश रखने को ये ख्याल अच्छा है।
Humko Malum Hai Jannat Ki Haqiqat Lekin
Dil Khush Rakhne Ko Ye Khyaal Achha Hai.
इन हाथों की लकीरों पर मत जाओ गालिब
नसीब उनके भी होते हैं जिनके हाथ नहीं होते।
In Hathon Ki Lakeeron Par Mat Jao Ghalib
Naseeb Unke Bhi Hote Hain Jinke Hath Nahi Hote.
हर बात पे कहते हो तुम कि तू क्या है?
तुम्ही कहो कि ग़ालिब ये अंदाज -ऐ- गुफ्तगू क्या है?
Har Baat Pe Kahte Ho Tum Ki Tu Kya Hai
Tumhi Kaho Ki Ghalib Ye Andaz -Ae- Guftgu Kya Hai.
उनको देखने से जो आती है मुँह पे रौनक
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है।
Unko Dekhne Se Jo Aati Hai Muh Pe Raunak
Wo Samajhte Hain Ki Bimar Ka Haal Achha Hai.
गुनाह करके कहाँ जाओगे ग़ालिब
ये जमी ये आसमा सब उसी का है।
Gunah Karke Kahan Jaoge Ghalib
Ye Zameen Ye Aasman Sab Usi Ka Hai.
आता है कौन-कौन तेरे गम को बांटने ग़ालिब
तू अपनी मौत की अफवाह जरा उड़ा के तो देख।
Aata Hai Kaun Kaun Tere Gam Ko Baantne Ghalib
Tu Apni Maut Ki Afwah Jra Uda Ke To Dekh.
ऐ बुरे वक्त जरा अदब से पेश आ
क्योंकि वक्त नहीं लगता वक्त बदलने में।
Ae Bure Waqt Jara Adab Se Pesh Aa
Kyunki Waqt Nahi Lagta Waqt Badalne Mein.
You May Also Like To Read : Uske Ghamand Par Bhi Fakar Hai Mujhe
शायरी Shayari एक ऐसा माध्यम है जिसके द्वारा हम अपने दिल की बात बहोत आसानी से कह सकते हैं। और सबसे बड़ी बात ये है की हिंदी शायरी की दुनिया में Direct Dil Se ने अपनी एक अलग पहचान बना रखा है।
उम्मीद है की ये हिंदी शायरी संग्रह आपको भी पसंद आएगा। यहां पर आपके लिए कुछ बड़ी फेमस मिर्ज़ा ग़ालिब शायरी (Mirza Ghalib Shayari) लिखी गई है उम्मीद है आपको यह पसंद आएगी।
Shayari ek aisa maadhyam hai jiske dwaara hum apne dil ki baat bahut aasaani se kah sakte hain. aur sabse badi baat ye hai ki हिंदी shayari ki duniya mein Direct Dil Se ne apni ek alag pahchaan bana rakha hai.
Ummeed hai ki ye hindi shayri sangrah aapko bhi pasand aaega. Yahan per aapke liye Ye Kuchh badi famous Mirza Ghalib Shayari likhi gai hai ummid hai aapko yah Pasand Aaegi.
Visit Also: Direct Dil Se
0 Comments
Post a Comment