Shayari Ki Duniya Mein Mirza Ghalib Koi Sahani Nahin. Unke Dwara Likhi Hui Urdu Mein Behisab Shayariyan Aaj Bhi Hamare Dil Ko Chhu Jaati Hai.
Unki Kalam Se Wo Sacchai Aur Ehsas Paida Hota Tha Jo Kisi Ke Bhi Dil Ko Aaj Bhi Jakhmi Kar Deta Hai. Kahate Hain Un Jaisa Urdu Ka Shayar Aaj Tak Duniya Mein Koi Dusra Paida Nahin Hua.
Here You will find all the creations by Mirza Ghalib like : Shayari of Ghalib on Ishq, Ghalib Shayari on Love, Mirza Galib Ki Shayari, Mirza Ghalib Sad Shayari, Galib Ki Shayari in Hindi, Galib Ki Shayari on Life in Hindi, Ghalib Shayari in English
Ghalib Sad Poetry, Mirza Ghalib Ke Sher, Mirza Ghalib Poetry in Hindi, Mirza Ghalib Shayari in Hindi Pdf, Ghalib Ki Shayari in Urdu, Ghalib Best Poetry, Ghalib Shayari on Zindagi,
Mirza Ghalib Shayari
तमाम उम्र ग़ालिब बस यही गलती करते रहे
धूल चेहरे पर थी और हम आईना साफ करते रहे।
Tamam Umar Ghalib bus Yahi Kati Karte Rahe
Dhool Chehre Par Thi Aur Hum Aaina Saaf Karte Rahe
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
गुजर जाएगा ये दौर भी ग़ालिब जरा इत्मीनान तो रख
जब खुशी ना ठहरी तो गम की क्या औकात है।
Gujar Jaega Ye Daurr Bhi Ghalib Jara Itmenaan To Rakh
Jab Khushi Na Thahri To Gam Ki Kya Aukat Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
कुछ इस तरह से मैंने जिंदगी को आसान कर लिया
किसी से माफी मांग ली किसी को माफ कर दिया।
Kuchh Is Tarah Se Maine Jindagi Ko Aasan Kar Liya
Kisi Se Maafi Mang Li Kisi Ko Maaf Kar Diya
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
बेवजह नहीं रोता इश्क़ में कोई ग़ालिब
जिसे खुद से बढ़कर चाहो वो रुलाता जरूर है।
Bewajah Nahi Rota Ishq Mein Koi Ghalib
Jise Khud Se Badhkar Chaho Wo Rulata Jarur Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
यूं तो वो जालिम है जो दिल में रहकर भी मेरा ना बन सका
और दिल वो फकीर है जो मुझमें रहकर भी तेरा हो गया।
Yun To Wo Zalim Hai Jo Dil Mein Rah Kar Bhi Mera Na Ban saka
Aur Dil Wo Fakir Hai Jo Mujhme Rah Kar Bhi Tera Ho Gaya
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
मुझसे कहती है तेरे साथ रहूंगी सदा
बहुत प्यार करती है मुझसे उदासी मेरी।
Mujhse Kahti Hai Tere Sath Rahungi Sada
Bahut Pyar Karti Hai Mujhse Udaasi Meri
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
यह मोहब्बत का शहर है जनाब
यहां सवेरा सूरज से नहीं
किसी के दीदार से होता है।
Yeh Mohabbat Ka Shahar Hai Janab
Yahan Savera Suraj Se Nahin
Kisi Ke Deedar Se Hota Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
तेरे दीदार की खातिर आते हैं तेरी गलियों में
वरना आवारगी के लिए तो पूरा शहर पड़ा है।
Tere Didar Ki Khatir Aate Hain Teri Galiyon Mein
Varna Awaargi Ke Liye To Pura Shahar Pada Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
कुछ इसलिए भी नहीं करते हाल-ए-दिल बयां
समझता कोई नहीं समझाता हर कोई है।
Kuchh Isliye Bhi Nahin Karte Haal-e-Dil Byaan
Samajhta Koi Nahin Samjhata Har Koi Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
धड़कन संभालू या साँस काबू में करूं
तुझे नज़र भर देखने में आफत बहुत है।
Dhadkan Sambhalun Ya Saans Kabu Mein Karun
Tujhe Najar Bhar Dekhne Mein Aafat Bahut Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
अब तो ये आंखें भी कमबख्त गुलाम है तुम्हारी
खुली हो तो ढूंढती है तुम्हें
बंद हो तो ख्वाबों में बुलाती है तुम्हें।
Ab To Yeh Aankhen bhi Kambakht Gulam Hai Tumhari
Khuli Ho To Dhundti Hai Tumhen
Band Ho To Khwabon Mein Bulati Hai Tumhen
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
सीख नहीं पा रहा हूं मीठे झूठ बोलने का हुनर
कड़वे सच ने हमसे ना जाने कितने लोग छीन लिए।
Sikh Nahin Pa Raha Hun Mithe Jhooth Bolne Ka Hunar
Kadve Sach Ne Humse Na Jaane Kitne Log Chhin Liye
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
सीने में जो थक गए हैं वो जज़्बात क्या कहें
अब खुद ही समझ लीजिए हर बात क्या कहे।
Seene Mein Jo Thak Gaye Hain Wo Jazbaat Kya Kahen
Aap Khud Hi Samajh Lijiye Har Baat Kya Kahen
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
रूबरू होने की तो छोड़िए लोग गुफ्तगू से भी कतराने लगे हैं
गुरुर ओढ़े हैं रिश्ते अपनी हैसियत पर इतराने लगे हैं।
Roobaru Hone Ki To Chhodiye Log Guftgu Se Bhi Katrane Lage Hai
Guroor Odhe Hain Rishte Apni Haisiyat Par Itrane Lage Hain
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
बहुत देर तक बात हुई तुमसे
कल तुम्हारे चले जाने के बाद।
Bahut Der Tak Baat Hui Tumse
Kal Tumhare Chale Jaane Ke Bad
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
आ लिख दूं कुछ तेरे बारे में
मुझे पता है कि तू रोज ढूंढती है खुद को मेरे अल्फाजों में।
Aa Likh Dun Kuch Tere Baare Mein
Mujhe Pata Hai Ki Tu Roz Dhundti Hai Khud Ko Mere Alfazon Mein
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
कितने फरेबी है इस दौर के जुगनू भी दोस्तों
रौशनी दिखाकर अंधेरों की तरफ बुलाते हैं।
Kitne Farebi Hai Iss Daur Ke Jugnu Bhi Doston
Roshani Dikha Kar Andheron Ki Taraf Bulate
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
सुनो जिसकी फितरत थी बगावत करना
हमने उस दिल पे हुकूमत की है।
Suno Jiski Fitrat Thi Bagawat Karna
Humne Uss Dil Pe Hukumat Ki Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
मोहब्बत तो अब भी तुमसे ही है
पर ना जाने क्यों अब हम पागल नहीं होते।
Mohabbat To Ab Bhi Tumse Hi Hai
Par Na Jaane Kyun Ab Hum Pagal Nahin Hote
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
रुतबा तो खामोशियों का होता है
अल्फाज का क्या
वो तो अक्सर बदल जाते हैं हालात देखकर।
Rutba To Khamoshiyon Ka Hota Hai
Alfaaz Ka Kya
Wo To Aksar Badal Jaate Hain Halat Dekhkar
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
कोई सुलह करदे जिदंगी की उलझनों से
बड़ी तलब लगी है आज मुस्कुराने की।
Koi Sulah Hi Kar De Zindagi Ki Uljhano Se
Badi Talab Lagi Hai Aaj Nuskurane Ki
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
लोग पूछते हैं हमसे कि तुम कुछ बदल गए हो
बताओ टूटे हुए पत्ते अब रंग भी न बदलें क्या।
Log Puchte Hain Humse Ki Tum Kuchh Badal Gaye Ho
Batao Tute Hue Patte Ab Rang Bhi Na Badle Kya
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
रिहा कर ख़ूबसूरत दिखने की चाहत से मुझे
ऐ आईने तू मेरी सादगी को जमानत दे दे।
Riha Kar Khubsurat Dikhne Ki Chahat Se Mujhe
Ae Aaine Tu Meri Saadgi Ko Jamanat De De
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
तेरे शहर से गुजरे
क्या क्या बताएं क्या क्या गुजर रही है।
Tere Shahar Se Gujare
Kya Kya Bataen Kya Kya Gujar Rahi Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
बहुत अजीब है ये बंदिशें मोहब्बत की
न उसने कैद में रखा न हम फरार हुए।
Bahut Ajeeb Hai Bandishein Mohabbat Ki
Na Usne Qaid Mein Rakha Na Hum Faraar Hue
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
यूँ मशरूफ रहने का अंदाज़ तुम्हें तनहा ना कर दे गालिब
रिश्ते फुर्सत के नहीं तवज्जो के मोहताज होते हैं।
Yun Mashroof Rahne Ka Andaaz Tumhe Tanha Na Kar De Ghalib
Rishte Fursat Ke Nahin Twazon Ke Mohtaj Hote Hain
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
आईना देख कर अपना सा मुँह लेकर रह गए
साहब को दिल ना देने पर कितना गुरूर था।
Aaina Dekh Kar Apna Sa Muh Lekar Rah Gaye
Sahab Ko Dil Na Dene Par Kitna Guroor Tha
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
बनाकर फकीरों का भेष गालिब
हम तमाशा - ऐ - अहले करम देखते रहे।
Banakar Fakiron Ka Bhesh Ghalib
Ham Tamasha - e - Ahle Karam Dekhte Rahe
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
वो पूछते हैं कि ग़ालिब कौन है
कोई बतलाए हमें कि हम बतलाएँ क्या।
Wo Puchhte Hain Ki Ghalib Kaun Hai
Koi Batlaye Hume Ki Hum Batlaye Kya
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
ना था तो खुदा था, कुछ ना होता तो खुदा होता
डुबोया मुझको होने ने, न होता मैं तो क्या होता।
Na Tha To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota
Duboya Mujhko Hone Ne, Na Hota Main To Kya Hota
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
मोहब्बत में नहीं है फर्क जीने और मरने का
उसी को देख कर जीते हैं जिस काफिर पे दम निकले।
Mohabbat Mein Nahin Hai Farq Jeene Aur Marne Ka
Usi Ko Dekh Kar Jeete Hain Jis Kafir Pe Dam Nikale
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
उड़ने दे इन परिंदों को आज़ाद फिजाओं में ग़ालिब
जो तेरे अपने होंगे वो लौट आएंगे।
Udne De In Parindo Ko Azad Fizaon Mein Ghalib
Jo Tere Apne Honge Wo Laut Aayenge
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
यही सोच कर उसकी हर बात को सच माना है गालिब
कि इतने खूबसूरत लब झूठ कैसे बोलेंगे।
Yahi Soch Kar Uski Har Baat Ko Sach Mana Hai Ghalib
Ki Itni Khubsurat Labh Jhooth Kaise Bolenge
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
रगों में दौड़ने फिरने के हम नहीं कायल
आंख ही से न टपका तो फिर लहू क्या है।
Rago Mein Daudne Phirne Ke Hum Nahin Kayal
Aankh Hi Se Na Tapka To Phir Lahu Kya Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
जब लगा तीर तब इतना दर्द न हुआ ग़ालिब
जख्म का एहसास तो तब हुआ जब कमान अपनों के हाथ में देखी।
Jab Laga Teer Tab Itna Dard Na Hua Ghalib
Jakham Ka Ehsas To Tab Hua Jab Kamaan Apno Ke Hath Mein Dekhi
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
ग़ालिब ने ये कहकर तोड़ दी माला
गिन कर क्यों नाम लूँ उसका जो बेहिसाब देता है।
Ghalib Ne Yeh Keh Kar Tod Di Mala
Ginkar Kyon Naam Lun Uska Jo Behisab Deta Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
हमने मोहब्बत में उसे खुदा बना डाला
होश तो तब आया जब उसने कहा खुदा किसी एक का नहीं होता।
Humne Mohabbat Mein Use Khuda Bana Dala
Hosh To Tab Aaya Jab Usne Kaha Khuda Kisi Ek Ka Nahin Hota
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
छोड़ दो अब उससे अब वफा की उम्मीद गालिब
जो रुला सकता है वो भुला भी सकता है।
Chhod Do Ab Usse Ab Wafa Ki Umeed Ghalib
Jo Rula Sakta Hai Wo Bhula Bhi Sakta Hai
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
रहने दे मुझे इन अंधेरों में ग़ालिब
कमबख्त रोशनी में अपनों के असली चेहरे सामने आ जाते हैं ।
Rahne De Mujhe Inn Andheron Mein Ghalib
Kambakht Roshani Mein Apno Ke Asli Chehre Samne Aa Jaate Hain
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
कितनी अजीब है नेकियों की जुस्तजू गालिब
नमाज भी जल्दी में पढ़ते हैं फिर से गुनाह करने के लिए।
Kitni Ajeeb Hai Nekiyon Ki Justju Ghalib
Namaj Bhi Jaldi Mein Padhte Hain Phir Se Gunah Karne Ke Liye
↞↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↔↠
💓💓💓💓💓 💓💓💓💓💓 💓💓💓💓💓 💓💓💓💓💓
Read Also: Mirza Ghalib Shayari-Hazaron Khwahishein Aisi
Waqt Ke Sath Badalne Walo Jra Socho
You will love to read heart touching Mirza Ghalib Shayari, Ghalib Shayari, Ghalib Poetry, Mirza Ghalib Poetry, Galib Ki Shayari,Ghalib Quotes, Mirza Ghalib Shayari in Hindi, Mirza Ghalib Quotes, Ghalib Sher, Ghalib Shayari in Hindi, Ghalib Ki Shayari, Ghalib Poetry in Urdu, Mirza Ghalib Ki Shayari, Ghalib Shayari in Urdu,
Mirza Ghalib Shayari in Urdu, Mirza Ghalib Poetry in Urdu, Mirza Ghalib Sher, Ghalib Ke Sher, Mirza Ghalib Shayari in Hindi 2 Lines, Love Shayari, Hindi Urdu Sad Shayari here.
We have posted all shero - shayari in hindi and english script both, specially for shayari lovers. You can set these hindi shayaris as whatsapp status or share on facebook, twitter, pinterest etc.
0 Comments
Post a Comment